Tag: khula ha sabhi ke leay naat
Khula ha sabhi ke leay baab e rehmat, Naat by Moazam Ali Mirza
khula ha sabhi ke leay is a naat that is well written that shows the love and affection with Holy Prophet Muhammad (SAW) and the holy place of Madeena. Today we listen so many naats but the one that touches our hearts and filled love and affection with last Prophet of Allah.
Its lryics are so beautiful. When you hear in the melodious voice of Mozzam Ali Shah “Khula ha sabhi ke leay:” then you will find a peace in your soul.
کھلا ہے سبھی کے لیے باب رحمت
وہاں کوئی رتبے میں ادنی نہ عالی
مرادوں سے دامن نہیں کوئی خالی
قطاریں لگاۓ کھڑے ہیں سوالی
میں پہلے پہل جب مدینے گیا تھا
تو تھی دل کی حالت تڑپ جانے والی
وہ دربار سچ مچ میرے سامنے تھا
ابھی تک تصور تھا جس کا خیالی
جو اک ہاتھ سے دل کو تھامے ہوۓ تھا
تو تھی دوسرے ہاتھ روضہ کی جالی
دعا کے لۓ ہاتھ اٹھتے تو کیسے
نہ یہ ہاتھ خالی نہ وہ ہاتھ خالی
دھنی اپنی قسمت کا ہے تو وہی ہے
دیار نبی ﷺ جس نےآنکھوں سے دیکھا
مقدر ہے سچا مقدر اسی کا
نگاہِ کرم جس پہ آقا ﷺ نے ڈالی
میں توصیف سرکار ﷺ کر تو رہا ہوں
مگر اپنی اوقات سے باخبر ہوں
میں بس ایک ادنیٰ ثناء خواں ہوں
ان کا کہاں میں کہاں نعتِ اقبالِ عالی
Khula Hai Sabhi Kay Liye Baab E Rehmat, Wahan Koi Rutbay Main Adna Naa Aali
Muraadon Se Daamann Nahee Koi Khaali, Qatarain Lagaye Kharay Hain Sawali,
Mein Pehlay Pehal Jab Madinaa Gya Tha, To Thi Dill Ki Halat Tarapp Janay Wali,
Darbaar Sach Much Mere Samnay Tha, Abhi Tak Tasawwur Tha Jiss Ka Khiali,
Main Ek Haath Say Dill Sanbhalay Huay Tha, To Thi Doosray Haath Rozay Ki Jaali,
Dua Kay Liye Hath Uthte To Kesay!!! Na Yeh Hath Khaali, Naa Woh Haath Khaali,
Jo Poocha Hai Tum Nay, Kay Main Nazr Karnay Ko Kia Lay Gya Tha, Tou Tafseel Sun Lo,
Tha Naaton Ka Ik Haar, Ashkon Kay Moti, Daroodon Ka Gajra, Salamon Ki Daali,
Dhani Apni Qismat Ka Hai To Wohi Hai, Deyar E Nabi (S.A.W.W) Jiss Nay Aankhon Se Dekha,
Muqaddar Hai Sacha Muqaddar Ussi Ka, Nigaah E Karam Jiss Pe Aaqa(S.Aw.W) Nay Daali,
Main Uss Aastaan E Haram Ka Gada Hoon, Jahan Sir Jhukatay Hain Shaahaan E Aalam,
Mujhay Taajdaaron Se Kamm Mat Samajhna, Mera Sir Hai Shayaan E Taaj E Bilaali,
Khula Hai Sabhi Kay Liye Baab E Rehmat, Wahan Koi Rutbay Main Adna Naa Aali
Muraadon Se Daamann Nahee Koi Khaali, Qatarain Lagaye Kharay Hain Sawali,khula ha sabhi ke leay
You can also download these naats from our website.