Category: Fasihuddin Sohrwardi
In this category you will get all audio naats of Fasihuddin Sohrwardi.
Main To Panjtan Ka Ghulam hoon lyrics + MP3 Naat Download
Urdu Lyrics of Main To Panjtan Ka Ghulam hoon:
میں تو پنجتن کا غلام ہوں
میں غلام ابن غلام ہوں
میں تو پنجتن کا غلام ہوں
میں تو پنجتن کا غلام ہوں
مجھے عشق ہے تو خدا سے ہے
مجھے عشق ہے تو رسول سے
یہ کرم ہے سارا بتول کا
میرے منہ سے آئے مہک سدا
جو میں نام لوں تیرا جھوم کے
میں تو پنجتن کا غلام ہوں
مجھے عشق سروسامان سے ہے
مجھے عشق سارے چمن سے ہے
مجھے عشق ان کے وطن سے ہے
مجھے عشق ان کی گلی سے ہے
مجھے عشق ہے تو علی سے ہے
مجھے عشق ہے تو حسین سے ہے
مجھے عشق شاہ زمن سے ہے
میں تو پنجتن کا غلام ہوں
ہوا کیسے تن سے سر جدا
جہاں عشق ہو وہیں کربلا
میری بات ان ہی کی بات ہے
میرے سامنے وہی ذات ہے
وہی جن کو شیر خدا کہیں
جنہیں باب صلےعلہ کہیں
وہی جن کو ال نبی کہیں
وہی جن کو ذات علی کہیں
وہی پختہ ہیں میں تو خام ہوں
میں تو پنجتن کا غلام ہوں
میں قمر ہوں شہر بے نوا
میری حیثیت ہے بھلا کیا
وہ ہیں بادشاہوں کے بادشاہ
میں ہوں ان کے در کا بس ایک گدا
میرا پنجتن سے ہے واسطہ
میرا نسبتوں کا ہے سلسلہ
میں فقیر خیر الانعام ہوں
میں تو پنجتن کا غلام ہوں
میں غلام ابن غلام ہوں
میں تو پنجتن کا غلام ہوں
میں تو پنجتن کا غلام ہوں
Roman Hindi Urdu Lyrics of Main To Panjtan Ka Ghulam hoon:
Main to panjtan ka ghulam hoon
Main Ghulaam ibn-e-Ghulam hoon
Main to panjtan ka ghulam hoon
Main to panjtan ka ghulam hoon
Mujhe ishq hai to Khuda sy hai
Mujhe ishq hai to Rasool sy
Yeh karam hai Sara Batool ka
Mery monh sy aay mehak sadaa
Jo main naam lun tera jhoom ky
Main to panjtan ka ghulam hoon
Mujhe ishq Sarv o Saman se hai
Mujhe ishq saare Chaman se hai
Mujhe ishq un kay Watan se hai
Mujhe ishq unki Gali se hai
Mujhe ishq hai to Ali se hai
Mujhe ishq hai to Hassan se hai
Mujhe ishq hai to Hussain se hai
Mujhe ishq Shah e Zaman se hai
Main to panjtan ka ghulam hoon
Hua kaise tan se wo sar juda
Jahan ishq ho wahin Karbala
Meri baat unhe ki hai
Mere saamne wohi zaat hai
Wohe jinko Sher-e-Khuda kahen
Jinhain baab e Sall-e-ala kahen
Wohe jinko Aal-e-Nabi kahen
Wohe jinko zaat-e-Ali kahen
Wohe Pukhta hain, main to Khaam hoon
Main to panjtan ka ghulam hoon
Main qamar hon share be nawa
Meri haiseyat bhi bhala kia
Woh hain Badshahon ky Badshah
Main hon un ke dar ka, bas ik gadaa
Mera Panjatan sy hai wasta
Mera nisbaton ka hai silsila
Main Faqeer Khair-ul-Anam hoon
Main to panjtan ka ghulam hoon
Main Ghulam ibn e Ghulam hoon
Main to panjtan ka ghulam hoon
hoonain to panjtan ka ghulam hoon